Tuesday, May 12, 2009

baas yuhi

aaj maine apne blog ka naam badla baas yuhi socha,kitna kuch jivan mein hum yuhi kar jate hai esse liye baas yuhi apne blog ka naam bhi rakh diya.kae dino se blog ka naam perfect nahi mil pa raha tha phir laga baatein hi toh karne hai kabhi wajah se toh kabhi bina wajah ke toh kyu na bass yuhi naam rakh du.jisse mein baas yuhi log aapne baaten kare.so rakh diya.

No comments:

Post a Comment