Tuesday, May 12, 2009
baas yuhi
aaj maine apne blog ka naam badla baas yuhi socha,kitna kuch jivan mein hum yuhi kar jate hai esse liye baas yuhi apne blog ka naam bhi rakh diya.kae dino se blog ka naam perfect nahi mil pa raha tha phir laga baatein hi toh karne hai kabhi wajah se toh kabhi bina wajah ke toh kyu na bass yuhi naam rakh du.jisse mein baas yuhi log aapne baaten kare.so rakh diya.
Saturday, February 7, 2009
raftar
aaj har choti bade cheez hamari life aur lifestyle se jud gaye hai hai.uss mein bhi baat agar gadiyo ki ho toh yeh toh logo ki life se khastaur par jud gaya hai.aur yeh judaw aisa hai ki esse nakara nahi ja sakta hai.jinke paas gadi hai unke liye toh yeh life style ka part hai hi lekin logo ki pasand bhi unke lifestyle pe depend karta hai.
aaj ke yuvao ki baat kare toh tez raftar aur jindagi mein josh bhar dene wale gadiyo ki baat na ho aisa bhala kaise ho sakta hai.
aaj jamana hai fast living,fast loving aur fast moving logo ka jamana bhi diwana hai cars ke esse ada ka.
aaj logo ke jeb jaise jaise bharte jate hai. waise waise logo ke life style mein eski jhalak mil jate hai.aab woh jamana gaya jab log apne bank mein sirf balance bharne mein viswas rakhte the.aaj log apne lifestyle ko improve karne mein viswas rakhte hai.
aaj har koi se alag hatkar dikhna chahta hai.aaj log apne khushi apna rutba apne jindagi ka har ezhaar khul kar karte hai. khul kar jeete hai khul kar kamate hai .kyu na kare aakhir yeh jindagi char din ki hai ,jo gawaya bhul ke jo kamaya usse mein jindagi bita do yaaro.

main........
pahele nahi hu,
saab ki saheli bhi nahi hu,
akele bhi nahi hu.
lagte hu albele,
par pagle nahi hu.
main kisse ki nae nawele dulhan bhi nahi hu,
papa ki dulari hu lekin shehjadi nahi hu,
sapno ki udaan bharti hu ,
par haqueatat se pare bhi nahi hu.
kae hai pareshaniya par
apne dard ko chupae
kisse purane haweli se kaam bhi nahi hu.
pahele nahi hu.....

Subscribe to:
Posts (Atom)